Saturday, 15 December 2012

Mutah is Allowed According to Quran (Mutah was not abrogated) coz no one Aayat was revealed in abrgation of Mutah

what is mutah (nikah e muah)????? 

Mutah LITERALLY means pleasure. There was even a "Battle of Mutah" towards the end of the life of Rasoolullah (saw), meaning the battle of enjoyment (of the spoils) since the war booty was very rich (the battle occurred on the fringes of the Byzantine Empire, hence the riches were far greater than in Arabia).

In the context of marriage, Mutah is a temporary marriage or literally a "pleasure marriage". Now there has been a lot of NONSENSE and PROPAGANDA spread by nasibis and other ignorance-loving people to confuse everyone about the real meaning of Mutah. So let's clear it up:

Mutah according to Quran.

Ye baat to sabit hay k shia sunni donoo fiqa mai  once Allah and Rasool Allowed Mut'a  or contradiction shia sunni mai is baat par ata hay k hum (shia) ka ye Imaan hay k Quran mai jis baat k hukam Allah nay deya hay aik time par to us k bad agar wo doobara us kaam k liay mana bhe karta hay to Allah doobara ayat nazil karta hay... or yahan sirf mut'a ki ijazat ki ayat hay r na Allah nay is ko mana nahe kiya....or sunni log kehty hain k ye mana hogya tha bad mai... halan k aisa possible he nahe q k last verse of Quran ye thi  k “This day I have perfected your religion for you, completed My Favour upon you, and have chosen for you Islam as your religion.” [5:3] , deen complete ker deya aj k din tum par.
And here Are the some proofs , Surah AL Maida Ayat 24
quran keh raha hay k tum par shohar wali aurtain haram hain magar wo jo qaid hokar tumhary pas ajaeyn in moharmaat k ilawa doosri tum par halal hain in par maal kharch kar k par shart ye hay k Nikah k sath or jin aurton say tum lutaf andoz huay ho un ka mehar un ko do......

Ab Ahle sunnat ki books say refrence ....
Sunan Abu-Daud Hadith number 2110
 
Ahle sunnat Sahe Bukhari Hadith number 5116


Sahe Bukhari hadith 5117-5118

Mainay  ap k samny Quran or hadith ki roshni mai apko Mutah k hukam k baray sabit ker deya hay 
Mutah sirf Ahle Tashion ki books mai nahe milta balk Quran or Ahle sunnat ki Moatbar books mai
bhe mutah ka zikar milta hay, Ab yahn aik baat clear ho jati hay k Mutah Zinah nahe hay q k ye baqaida tor par Islami laws k mutabiq hay jaisa k ap nay hadith or quran mai daikha...
ab yahan un lyazeedion k liay maqam e ibrat hay jo log nauzbillah Mutah ko zinah bolty hain.
...............................................................................................................................................................

Ab Aeye main apko Aik Yazeedi ki  ghalazat deekhata hun...

ye wo yazeedi hay jisnay na sirf Quran pak ki ayat ka ghalat mafhoom byan kiya hay blky ye man'nay say bhe inkar kar deya k kabhe mutah tha he nahe or ap ye daikhiay k ye yazeedi quran k sath sath apni hadith ki books ko bhe jhutla raha hay...........

   Ab ap zra is yazeedi ki explaination daikhiay or yad rahay k is ki explanation parhty huay uper wali quran ki ayat or jo hadith apko deekhai gye hain un ko zehn mai rakhiay ga.......

 Is nay apni is explanations say ye baat sabit karny ki koshish ki hay k mutah kabhe tha he nahe or na he kabhe is ka hukam hua hay.... Bus main is yazzeedi say aik baat puchna chahta hun k ye log akhir manaty kin books ki hain mainy is k samnay sahe bukhari or sunan abu daud ki hadith rakh di hain , ya to ye un  books ko jhutla day ya phir apny ghutny  taik day .....q ka ye jis book say references mainay apko diay hain wo ahle sunnnat ki quran k bad moatbar tareen books mani jati hain, in  books ka aik aik word authentic mana jata hay ahle sunnat k aqqeeday mai...

Proof apkay samny hy....